HOW TO WASH YOUR HAIRS PROPERLY
Dekhon dosto jahan tak rahi hair wash ki baat wo to sabhi badi aasaani se kar lete hai but properly hair ko wash karna kisi kisi ko hi aata hai dekho hota yeh hai kayi baar dust particles hamare hairs ke ander chale jatey hai aur agar unko nikaala na jaye to hair damage bhi ho saktey hain so chaliye shuru karte hai process step by step hairs wash
Ishe bhi jarur paden hair care tips
Ishe bhi jarur paden hair care tips
Step 1:-
Sabse pehley apney hairs ko doney se kum se kum 1 ghanta pehley apne hairs main oiling kar le
Step 2:-
Ab apne baalon ko ache se comb kar len taaki unmey jo bhi tangles ho wo ache se clear ho jaye
Step 3:-
Ab hair shampoo ko apne baalon ke end main lagaye jis se ki umney dotey time problem na ho
Step 4:-
Ab hair shampoo ko ek mug main thoda sa pani lekar mix kar le
Step 5:-
Ab apne baalon par shampoo apply karna start karen aur apne baalon ko masaagae bhi karen sath sath jis se ki shampoo roots tak lagna start ho jayega
Step 6:-
Ab garam paani se apne hair ko wash karen jis se ki jaldi se dust particles remove honge
Step 7:-
Ab baalon ko towel se dry karen
Step 8:-
Ab apne baalon par serum apply karen jis se ki aapke baal chamakdaar aur ache dikhenge
To frands yeh tha HOW TO WASH YOUR HAIRS PROPERLY agar aapko iske related kuch bhi poochna hai to hamen comment karen
0 Comments