Dekho dosto baal sabhi logon ke same nagi hotey hai sabhi ka hair type alag alag hota hai means kuch ke baal straight hotey hai kuch ke curly hotey hai aur kuch ke mix hairs hotey hai apne last article main mainey aapko sbhi types ke hairs ko style karna bataya tha but aaj main baat karungi hairs type ke baare main ki kis tarah ke hairs type hotey hai to chaliye shuru karte hai

Straight hairs 

Jahan tak rahi straight hairs ki baat to dosto kuch ke bachapn se hairs straight hotey hai but kuch log apne hairs ko straight karwane ke liye hazaron rupay spent kar dete hai phir bhi wo hairs pemanent straight nahi rehtey so wo log khushkismat hai jinke baal bachpan se straight hai hairs ka straight hona nature par bhi utna depend karta hai because some places ke log just as sikkim nepal in sbke hairs straight hotey hai beacuse of moisture hi vahan ka aisa hai nature hi aisi hai but sabhi jagah same nahi hota so aj kal market main bhut se products hai ko ki aapke hairs ko temporary straight look de saktey hai bas baat hai to paise ki wo aapne suna ee hoga paisa hai to sab hai warna kuch nahi hai so yeh to thi baat straight hairs ki 

Curly hairs 

Ab hum baat karte hai curly hairs mostly africa ke logon ke aapney dekha hoga hairs curly hotey hai beacuse of nature aur india main 70% ke around logon ke logon ke hairs curly hi hotey hai baki depend karta hai aapke hairs style par dekho yar looks ko increase karna hai to hairs is the most important part of aur body so hame hairs ki care karni chahiye it doesnt matter wo curly hai ya straight ab aapney dekha hoga sri lanka ke mostly logon ke hairs curly hi hotey hai for eg. Latish malinga the criketer but haan usney apne hairs ko style karke rakha hai ache se 

Mostly logon ke do hi hairs type hotey hai but kuch logon ke mix type hairs bhi hotey hai matlab ki kuch hairs unke curly honge aur kuch ke straight hotey hai ab agar kisi ke mix hai khaskar girls to wo bhi ek achi baat hai beacuse wo hairs bhi ache lagte hai